Sheeshe ka samundar Paani ki deewarein Hindi Song Lyrics - The Xpose(2014) | Hindi Song Lyrics of Xpose 2014 | Sise ka samandar lyrics - Yeah its True

Thursday, May 1, 2014

Sheeshe ka samundar Paani ki deewarein Hindi Song Lyrics - The Xpose(2014) | Hindi Song Lyrics of Xpose 2014 | Sise ka samandar lyrics

Song Title: Sheeshe Ka Samundar
Movie: The Xpose (2014)
Singer: Ankit Tiwari
Music: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer Anjaan
Star Cast: Himesh Reshammiya, Honey Singh, Irrfan Khan, Sonali Raut, Zoya Afroz
Music Label: T-Series

Sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein

Sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Maaya hai, bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gayaa
Woh to gaya!

Ho.. sheeshe ka samandar
Paani ki deewarein
Maya hai, bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gayaa
Woh to gaya!

Ho.. sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein

Barf ki reton pe
Shararon ka thikana
Garm sehraaon mein
Narmiyon ka fasaana
Yaadon ka aaina
Uthta hai jahaan
Sach ki parchaaiyan
Har jagah aati hai nazar

Sone ke hain baadal
Pattharon ki barish
Maya hai, bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gayaa..
Woh to gaya!

Ho.. seeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Wo o o . . .

Dil ki iss duniya mein
Sarhadein hoti nahi
Dard bhari aankhon mein
Raahatein soti nahi
Jitne ehsaas hain
An-bujhi pyaas hai
Zindagi ka falsafa
Pyaar ki panahon mein chhupa

Dhoop ki hawaayein
Kaanton ke bageeche
Maya hai, bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gayaa
Woh to gaya!

Ho.. shishe ka samandar
Paani ki deewarein

Tags: sise ka samundar paani ki diware mp3 song | shanivaar raati mp3song | sise ks samundar the xpose mp3song | sise ka samundar pani ki diware mp3 song | Sise ka samandar lyrics | sise ka samundar paani ke deeware mp3 free download | sise ka samundr | free download tera hero idhr hai song from main tera hero | berukhi h bewakoofiyan song | download song sise ka samundar paani ki deewarein

No comments:

Post a Comment